Cancion : Jaane De Artista : Atif Aslam Album : Qarib Qarib Singlle Url : https://www.letras10.co/letra-jaane-de-de-atif-aslam Woh Jo tha khaab sa, Kya kahein jaane de Ye Jo Hai Kam se Kam, ye rahe ke jaane de Woh Jo tha khaab sa, Kya kahein jaane de Ye Jo Hai Kam se Kam, ye rahe ke jaane de Kyun na rok kar khudko Ek mashwara kar lein Magar jaane de… Aadatan toh sochenge Hota yun toh kya hota Magar jaane de… Woh jo tha khwaab saa Kya kahein jaane dein… Yeh jo hai kam se kam Yeh rahe ke jaane dein… Hmm… Beeta jo beete na haaye kyun! Aaye yun aankhon mein… Humne toh be-mann bhi socha na Kyun aaye tum baaton mein… Poochhte jo humse tum Jaane kya kya hum kehte Magar jaane de… Aadatan toh sochenge Hota yun toh kya hota Magar jaane de… Woh jo tha khwaab saa Kya kahein jaane dein… Yeh jo hai kam se kam Yeh rahe ke jaane dein… Aasaan nahi hai magar Jaana nahi ab udhar mmm hmm… Aasaan nahi hai magar Jaana nahi ab udhar Maloom hai jahaan dard hai Wahi phir bhi kyun jaayein Wahi kashmakash wahi uljhane Wahi tees kyun laayein Behtar toh yeh hota Hum mile hi na hote Magar jaane de Aadatan toh sochenge Hota yun toh kya hota Magar jaane de Woh jo tha khwaab saa Kya kahein jaane dein Yeh jo hai kam se kam Yeh rahe ke jaane dein ========================== Letra descargada de Letras10.co ==========================