Chain aur sukoon khone laga, yeh kya mujhe hone laga
Pehli dafa machala hai dil, dil se baahar nikla hai dil
Betaab hoon, meheb khaab hoon
Chain aur sukoon khone laga, yeh kya mujhe hone laga
Kuchh aa raha hai, kuchh ja raha hai
Aata jaata har pal tadpa raha hai
Aawaarapan woh, deewaanapan woh, yaad aa raha hai mastaanapan woh
Chain aur sukoon khone laga, yeh kya mujhe hone laga
Pehli dafa machala hai dil, dil se baahar nikla hai dil
Aati hawaayein deke sadaayein, kehati hai gujare lamhe bhulaaye
Hai aaj mein hi har khaab kal ke, yuun aaj ko bhi chhoda na jaaye
Chain aur sukoon khone laga, yeh kya mujhe hone laga
Betaab hoon, meheb khaab hoon
Chain aur sukoon... khone laga, yeh kya mujhe hone laga
Comparte Chain Aur Sukoon! con tus amigos.
Que tal te parece Chain Aur Sukoon de Prashant Tamang?