Meri duniya hai tujhmein kahin
Tere bin main kya kuchh bhi nahin
Meri jaan mein teri jaan hai o sathi mere
Meri duniya hai tujhmein kahin
Tere bin main kya kuchh bhi nahin
Meri jaan mein teri jaan hai o saathi mere
Meri duniya hai tujhmein kahin
Tere bin main kya kuchh bhi nahin
Palkon mein tere roop ka sapna saja diya
Pehli nazar mein hi tujhe apna bana liya
Hai yehi aarzu har ghadi
Baithi raho mere saamne
Meri duniya hai tujhmein kahin
Tere bin main kya kuchh bhi nahin
Aisa laga mere sanam hum jo yahan mile
Sehra mein jaise shabnami
Chaahat ke gul khile
Yeh zameen aasman keh rahe
Hum to kabhi na honge juda
Meri duniya hai tujhmein kahin
Tere bin main kya kuchh bhi nahin
Meri jaan mein teri jaan hai o sathi mere
Meri duniya hai tujhmein kahin
Tere bin main kya kuchh bhi nahin.
Comparte Meri Duniya Hai Maa! con tus amigos.
Que tal te parece Meri Duniya Hai Maa de S. D. Burman?